Tayyaba Rani | Organizer
Tayyaba Rani | Organizer
Assalam-o-Alaikum,
Mera naam tayyaba rani hai aur meri family bohot mushkil waqt se guzar rahi hai. Humaray paas ghar ka rashan aur basic zarooriyat puray karne ke liye kafi resources nahi hain. Main aap sab se darkhwast kartee hoon ke agar aap humari madad karein to humaray liye bohot bara sahara hoga. Aapki choti si madad se humari family ka khana aur rozi ka intazam ho sakta hai. Allah aap sab ko apni hifazat aur barkat mein rakhe.
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.