Usama Bashir | Organizer
Usama Bashir | Organizer
Asalam-o-Alaikum, dosto. Main ne apna karobar bohat mehnat se khara kiya tha, lekin bad-qismati se mujhe 100,000 ka shadeed nuqsan uthana para hai jis ne meri saari jama-poonji khatam kar di hai. Is waqt mera karobar band hone ki kagar par hai.
Mujhe apne kaam ko dobara paon par khara karne ke liye 100,000 ki sakht zaroorat hai. Aap ki di hui aik aik rupay ki donation mere liye sirf mali madad nahi, balkay mere rozgar ko bachane ki umeed hai. Main aap se guzarish karta hoon ke is mushkil ghari mein mera sath dein taake main dobara mehnat kar ke apna guzara kar sakoon. Aap ka thora sa hissa meri zindagi badal sakta hai.
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.