Sunny Waris | Organizer
Sunny Waris | Organizer
Man rent py rehta hun Meri selry 35k ha 12000 Ghar ka rent deta hun.2betiyan Hain ek ki age 8year ha or ek ki 9year dono ki fees wagyra khrcha nikalna bohat mushkil ho howa ha.mera APNA Ghar tha har ek cheez thi par Meri mama ki death k Baad papa ny dusri shadi kar li or hamy Ghar Sy Nikal diya.meri wife kafi beemar ha us ka elaajh karwaty karwaty mane 2laak tak Sood py utha Liya howa ha bohat zada parshan hun kabi kabi Ghar men Kuch khany k liye b nai hota or jab bachun ko dekhta hun to mar jany ka Dil krta ha.plz ap Sy guzarish ha k Meri help karen.bohat zada qarzy men phasa howa hun.bohat si baten Hain par man or nai likh saktha Khuda hafiz.or han agr kisi ko lagy k Meri Kahani jhot ha to wo beshak mere Ghar a kar sary halaat dekh Sakta ha
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.