Umar Shahzad | Organizer
Umar Shahzad | Organizer
Mera naam Umer Shahzad hai. Main aik mehnati aur zimmedar insan hoon jo hamesha apni zimmedariyan khud uthata aaya hoon. Lekin zindagi kabhi kabhi aise imtehan mein daal deti hai jahan insaan akela kamzor par jata hai. Kuch majboor halaat ki wajah se mujhe qarz lena para, jo main poori niyyat aur koshish ke bawajood abhi tak mukammal ada nahi kar pa raha.
Is waqt mujhe 20,000 rupay ki madad darkaar hai taake main apna qarz ada kar sakoon aur kisi ke haq ka bojh apne zameer par na rahe. Qarz ka bojh sirf paison ka nahi hota, ye neend, sukoon aur izzat-e-nafs tak ko mutasir karta hai. Main chahta hoon ke main izzat ke sath apni zimmedari poori kar sakoon.
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.