Salman Ali | Organizer
Salman Ali | Organizer
Assalam o alaikum g mera nam salman hai main bykea chalata hon kiraye ka ghar hai 2 bachy hen jinko school nahi bej sakta abhi tak dosra ye malik makan ghar khali kara raha hai main 7 Saal sey reh raha tha yahn pr ab dosre jaga advance ziyaday mang rahy hen mehrbani kar k mere madad karen taki ghar shift kar k apne bachon ko School bej sakon shukria ❤️
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.