Usman Iqbal | Organizer
Usman Iqbal | Organizer
Assalam o Alaikum
Main aik akela fard hoon aur ghar ka sara bojh mere kandhon par hai. Iss waqt bohot mushkil waqt se guzar raha hoon. Gas aur electricity ke bills ada karna mere liye mumkin nahi raha. Aap sab se darkhwast hai k Allah ke liye meri madad karein taa k main ye zaroori bills ada kar sako. Aap ki choti si madad mere liye bohot bara sahara ban sakti hai. Allah aap sab ko khush rakkhe aur aap ke rizq mei barkat ata farmaaye.
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.