Riaz Hussain | Organizer
Riaz Hussain | Organizer
Muje kabhi laga nahi tha ke zindagi ka aisa waqt bhi aayega jab madad mangni padegi. Lekin ab har koshish ke baad jab sab rasta band ho gaya, to main majbooran yahan likh raha hoon.
Mera chhota sa income source kuch mahine pehle band ho gaya tha. Ab roz ke kharche aur bachon ki zaroorat poori karna mushkil hota ja raha hai. Har din ek nayi pareshani le aata hai.
Main sirf itni madad chahta hoon ke ghar ka guzara ho jaye aur main dobara se apne pairon pe khara ho sakoon. Main koi aasai nahi maang raha — sirf zindagi dobara sahi track pe lane ka mauqa.
Aap ka chhota sa hissa bhi mere liye bohot bari madad ban sakta hai. Agar aap madad nahi kar sakte, to please is link ko share kar dein — shayad kisi aur ke dil me mere liye jagah ban jaye.
Allah aap sab ko hamesha khush rakhe aur har nek kaam ka ajar de. 🤍
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.